"T0BA"
Jab banda toba karta hai tu ALLAH pak frishton se frmaty hain k Aaj Asmanon main chraghan kardo,
frishty sbab pochty hain to ALLAH pak frmaty hain k Aaj mery bandy ne mujh se sulah kar li,toba kr li....
jao Aaj us k tamam Gunahon ko mita do, nahi blky tamam Gunahon ko nakiyon main badal do.
(Itni muhabat karny waly Rab ko Aaj mana Lete hain) Aao sab mil k TOBA kar lain,
Kya pata kab, zindagi ki sham ho jaye. AsSalam.O.Alekum