Touba
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai
Aakhir kaar shetaan ne donon (Aadam Hawa) ko is darakht ki targheeb de kar hamare kukum ki pervi se hata kar
janat se nikalwa dia hum ne hukum dia ke ab tum sab yahan se utar jaao tum aik dosre ke dushman ho or tumhain
aik khas waqt tak zamin main theharna or wahin guzar basar karna hai us waqt aadam ne apne rab se chand kalmaat
seekh kar toba ki to Allah ne un ki toba koobol kar li kunke wo bara muaaf karne wala or bara hi reham karne wala hai