Aakrat ka ghar
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai
Dunya ki zindagi (aakhrat ki haqeeqi or paaidar zindagi ke mukable main) to bas aik khel or tamashe ke siva kuch nahin, or taqva rakhne walon ke haq main yaqeenan aakhrat ka ghar kahin behtar hai, to kia tum log akal se kaam hi nahn lete()