Al Quran Surah Al Nisa 4 Ayat 31
Izat ka makaam
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai
(Aye eman walo) agar tum bare bare gunahon se bachte rahe jin se tumhain mana kia gaya hai
to tumhare chote chote gunahon ko hum maaf kar dain ge or tum ko izat ka aik makam ata karain ge