Al Quran Surah Al-Maida 5 Ayat 96
Samandar ka shikaar
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai
Tumhare liye samandar ka shekaar or is ka khana halal kar dia gaya hai, tumhare or usaafiron ke faide ke liye. Albata khushki ka shekaar tum per haram kia gaya hai jab tak tum ehraam ki halat main ho, or Allah se darte raho jis ke paas tum sab jama kiye jaao ge.