Al Quran Surah Aale Imran 3 Ayat 29
Allah sab kuch janta hai
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai.
Aye nabi (P.B.U.H) logon ko khabardar kar dijiye ke tumhare dilon main jo kuch hai ise
khua tum chupaao ya zahir karo Allah beharhal ise janta hai wo to sab kuch janta hai jo kuch
Aasmanon or zamin main hai or Allah har cheez per kudrat rakhta hai.