Al Quran Surah Aale Imran 3 Ayaat 157, 157
Allah ki magfirat or rehmat
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai
(Ae eman walo) agar tum Allah ki rah main mare jaao ya mar jaao to (khoob nafe main raho ge kunke) Allah ki
magfirat or rehmat (dunya ki) in sare cheezon se kahin ziada behtar hai jinhain ye log jama kar rahe hain()
or tum log (wese hi) margaye ya mare gaye (tab bhi) zaroor Allah hi ke paas jama kiye jao ge