Poetry SMS


Poetry SMS: SMS of Urdu, English and all other languages.
BABU
(Posted On: 13 Jan, 2013)
Posted In: Poetry SMS
 




CHALO BATAON TUMHAIN 1 NISHAANI UDAAS LOGON KI..

KABHI GHOR KARNA YE HANSTAY BOHAT HAIN,,,,,

(`} __

(_/__ YAHAN PIYAR NAHI HAI,


BABU
(Posted On: 13 Jan, 2013)
Posted In: Poetry SMS
 




MOSAM KI ADA AAJ B PUR KAIF HAY LEKIN

EK GUZRI HOI BARSAAT KI HASRAT NAHI JATI,,,,,,,

(`} __

(_/__ YAHAN PIYAR NAHI HAI,



Jamal
(Posted On: 19 Dec, 2012)
Posted In: Poetry SMS
 




Hmara Taluq Bhi Misaal-e-Shams-o- Qamar Sa hai ..

K Rabta Bhi Musalsal aur Fasla Bhi Musalsal....!!


Sajid
(Posted On: 11 Dec, 2012)
Posted In: Poetry SMS
 




Charh Jaye To Phir Utarta He Nahi,

Yeh ISAQ Bhi Gareeb K Qarz Jaisa Hai...


Imran
(Posted On: 06 Dec, 2012)
Posted In: Poetry SMS
 




Dekho! Wo Darwazey Par Dastak Kis Ki Hai?

Agar Ho Ishq Tou Kehna, Yaha Koi DIL Nahi Rehta....


Salman
(Posted On: 06 Dec, 2012)
Posted In: Poetry SMS
 




Madad Q Mangte Ho 'Ghalib' Auron k Darbar Se,

Wo Konsa Kaam Hai Jo Hota Nahi Tere PARWARDIGAR se.



Nayla
(Posted On: 01 Dec, 2012)
Posted In: Poetry SMS
 




Us ki Rehmat se na umeed na ho

Banda Momin

Agar Us ne teri bakhshish na karni hOti tu Muslmaan ke ghar paida na karta.


Saniya
(Posted On: 21 Nov, 2012)
Posted In: Poetry SMS
 




Ghum-e-zindgi ne la k hamen us jaga pe mara,

Jahan is taraf kinara na os traf kinara.

Yahan kis ko itni furst jo hamara haal pochey,

Ye mizaj ha sabhi ka nahi zikr bs tmhara.

Ye ajeeb sa jahan hai yhan sb dasey huey hen,

Koi dushmani ka mara koi dosti ka mara.

Kai kaam reh gaye hain tere ishq ki waja sy,

Tare sath b khasara tare baad b khasara.

Tare sath beetay lamhe meri zindgi ka hasil,

Tare baad phir kisi ko nhi pyar se pukara...


Umar
(Posted On: 19 Nov, 2012)
Posted In: Poetry SMS
 




Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua...!

Nend Pori Na Hui, Khwab Mukammal na hua.

TashreehIs shair ma shayar ko subha jaldi othty h0ay m0at aa rahe ha:


Hamid
(Posted On: 19 Nov, 2012)
Posted In: Poetry SMS
 




Mere Bachpan Ky Din Bhi Kya Khoob They,,

"Iqbal"

Be Namazi Bhi Tha,

Or Be Gunnah Bhi . . .