Fazal-o-karam ki dua
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai
Jo kuch Allah ne tum main se kisi ko dosron ke mukable main ziada dia hai us ki heres na kia karo. Mardon ko un hi ke
kamon ka sawab mile ga or oraton ko un hi ke kam ka sawab mile ga. Or Allah se us ke fazal-o-karam ki dua mangte raha
karo yaqeenan Allah har cheez ka ilm rakhta hai()