Waswasa or shetaan
Allah ke naam se jo bara meharban nehaayat reham wala hai
Aap (P.B.U.H) keh dijiye ke main panha mangta hoon insaanon ke rab ki insaanon ke badshah ki
insaanon ke haqeeqi maabood ki us waswasa dalne wale (shetaan) ke shar se jo (waswasaa dalne keliye)
bar bar plat kar aata hai (wohi hai) jo logon ke dilon main waswase dalta hai khua wo jinon main se ho
ya insaanon main se.