Salam ka jawab
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai
Jab kio ehtram ke sath tumhain salam kare to tum us ko us se acche tareeqe ke sath jawab do ya kam azkam
use tarhan (jis tarhan us ne salam kia hai), beshak Allah har cheez ka hisaab lene wala hai() Allah wo hai jis
ke siva koi maabood nahin hai, wo zaroor tum sab ko qayaamat ke din jama kare ga, is main zara bh shak-o-shuba
nahin hai or Allah se ziada sachi baat kis ki ho sakti hai()