Allah ki Qudrat
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai
wo (Allah parda shab ko chak kar ke) subha nikaalta hai. Use ne raat ko sukoon ka waqt banaya hai use ne chand or sooraj (Ke tulu o guroob) ka hisaab mukarar kia hai. Ye sab use zabardast qudrat or ilm rakhne wale (Allah) ke tehraee hue andaze hain)