Ilm walon keliye nishaniyaan
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham walal hai
wo (Allah) hi hai jis ne tumhare liye sitare banae take tum sehar or samandar ki taareekion main (in ke zarye) raasta maloom kar sako. Beshak hum ne nishaniyaan khol khol kar bayaan kar di hain un logon ke liye jo ilm rakhte hain()