Magfirat or jannat
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai
(Aye eman walo) dor kar chalo us magfirat ki taraf jo tumhare rab ki taraf se hai or is jannat ki taraf jis ki woosat zamin
or aasmanon jese hai or wo sirf (Allah se darne wale) parhaizgar logon ke liye tayaar ki gai hai