Ik shaks marne k bad khud ko janat me dekhta ha,
Heran ho kr apne Rab se puchta ha:
Ya ALLAH!
Muje nai yad prta k mene aisa koi neki ka kam kiya hoga jis ki waja se me yaha agaya,
Allah Pak frmaenge:
Waqai tune koi aisa bara kam nai kiya siwae is k,
Sone se pehle tu sub ko Muaf kr k soya krta tha.
Tuje kya lgta ha,
Tu mujse ziada bara SAKHI ha,
Ja mene b tuje muaf kiya
(Subhan'Allah)