Islamic SMS




Islamic SMS: Quranic Ayats, Hadees & Islamic Quotes etc..
User Image
Anwar
(Posted On: 29 Nov, 2012)
Posted In: Islamic SMS
 




سورۃ الحج، آیت 56:

حکمرانی اس دن صرف اللہ ہی کی ہوگی۔ وہی ان کے درمیان فیصلہ فرمائے گا، پس جو لوگ ایمان لائے اور نیک عمل کرتے رہے (وہ) نعمت کے باغات میں (قیام پذیر) ہوں گے..‎!!‎


User Image
Laiba
(Posted On: 27 Nov, 2012)
Posted In: Islamic SMS
 




Namaz Pahrny K Doran Mein

Honay Wali Bohat Bari Ghaltiyan,

Jin Se Bachna Boht Zaruri Hota Hai..

(1)

Jaldi Jaldi Namaz Pahrna,

(2)

Paon Or Ungliyon Ka Qibla Ki Tarf Na Hona,

(3)

Sajdy k doran paon ka zmeen sy uth jana

(4)

Imam Se Pehley Koi Arkaan Ada Karna,

(5)

Ruku Mein Qamar Ka Seedha Na Hona,

(6)

Sajday Mein

Naak Zameen Pr Na Lagana,

(7)

Sajday Mein Kohniyon Ka Zameen Se Touch Karna,

(8)

Attahiyat Mein Hath Ki Ungliyan Ghutnon Se Neechay Hona,

Kisi 1 Ko Send Kar Dain Kia Pata

Aap Ki Waja Se Kisi Ki Namaz Theek Ada Ho Jaye.



User Image
Sana
(Posted On: 19 Nov, 2012)
Posted In: Islamic SMS
 




Jis din buhat zyada Garmi hoti hai to ALLAH Pak Farishton ko zameen par bhejte hain k dekho Log kya keh rahe hain agar us Garmi me koi ye kahe k

"Allah humma ajirni minun naar"

Ay ALLAH!

Is Garmi k muqable me mujhe jahanum ki garmi se bacha to ALLAH Pak Farishton ko Gawah bana kar us shaks ko jahanum se bakhsh dete hain.

Sabse ilteja hy k garmi ko bura kehne k bajaye 1 dafa ye kalmat b apni zuban se ada karen

JazakALLAH


User Image
Danish
(Posted On: 19 Nov, 2012)
Posted In: Islamic SMS
 




Allah Rabb-Ul-Izzat Farmaata Hyn:

Ae Banday!

1: "Mujh Se Kal Ka Rizq Na Maang,,

Jis Tarah Mai Tujh Se Kal Ka Amal Nhi Maangta"

2: "Mai Tujhay Pasand Hoon Tou Ye Tera Haq Hy,,

K Tu Bhi Mujhay Pasand Ho"

3: "Tu Meray Thoray Diye Se Raazi Ho Ja,,

Qayaamat K Din Mai Teray Thoray Kiye Se Raazi Ho Jaon Ga")

4:"Jab Tujhay Ghussa Aaye Tou Mujhay Yaad Kiya Kr,,

Mai Apnay Ghazab K Waqt Tujhay Yaad Rakhoonga"


User Image
Taseef
(Posted On: 19 Nov, 2012)
Posted In: Islamic SMS
 




.Q:1 Wo kon se sahabi hen jinho ne zameen ko kaha k kya me ne tere sath

Na-insafi ki hy?

To zalzala ruk gaya?

Ans: Hazrat-e-Umar Farooq(R)

Q:2 wo kon se sahabi hen jin ki tijarat ka Qafila itna taweel hota tha k pehla ont(camel) madine me or akhri ont sham me hota tha

Ans: Hazrat-e-Usmaan Ghani(R)

Q:3 Aap sallallaho alaihe wssallam ki nabuwat ki tasdeeq sab se pehle kis sahabi ne ki?

Ans: Hazrat-e-Abbu-bakr siddiq(R)

Q:4 Or Wo kon se sahabi hen jinki talwaar k waar se zameen may daraar par jati thi?

Ans: Hazrat-e-Ali Murtazaa(R)

Ye malomaat sab Tak pohnchayen.


User Image
Samia
(Posted On: 19 Nov, 2012)
Posted In: Islamic SMS
 




"Bin mangy milny wali Naimton ka Shukar ada kia kro",

"Beshak ye Shukar ki adat hi hai,

Jo tm pr parny wali musibto ka rasta rokti hai".



User Image
Rafia
(Posted On: 19 Nov, 2012)
Posted In: Islamic SMS
 




{العنکبوت آیت 3}

"کیا لوگ یہ خیال کیے ہوۓ ہیں کہ (صرف) یہ کہنے سے کہ ہم ایمان لے آۓ، چھوڑ دیۓ جائیں گے اور ان کی آزمائش نہیں کی جاۓ گی¤ اور جو لوگ ان سے پہلے گزر چکے ہیں ہم نے ان کو بھی آزمایا تھا (اور ان کو بھی آزمائیں گے) سو الله، ان کو ضرور معلوم کرے گا جو (اپنے ایمان میں) سچے ہیں اور ان کو بھی جو جھوٹے ہیں..‎!!‎"


User Image
Tuba
(Posted On: 19 Nov, 2012)
Posted In: Islamic SMS
 




Herat angez bat

.

Kya apko pta he k 1 aisa fikra jise ap honton ko hrkt diye bger keh skte hen, wo he:

"LA ILAHA ILL LALLAH".

ap jante hen Q??

.Q K Science kehti he jb koi insan mar rha hota he to wo apne honton ko hilane ki takat kho deta he,

Lihaza ALLAH ne insan k liye mrte wkt b ye kalma kehna asan bnaya.

(or tum apne parwardigar ki kon kon c nematon ko jhutlao ge)


User Image
Fouzia
(Posted On: 14 Nov, 2012)
Posted In: Islamic SMS
 




آپ صلی اللہ علیہ والہ وسلم نے فرمایاں جب تم دعا مانگو تو جنت الفردوس کی دعا مانگو کیوں کہ وہ جنت کا سب سے افضل اور بلند درجہ ھے- اور اس کے اوپر رحمن کا عرش ھے-اور اسی سے جنت کی نہر یں نکلتی ھیں..‎!!‎


User Image
Jamal
(Posted On: 12 Nov, 2012)
Posted In: Islamic SMS
 




Kabhi 9 Ka Table Gour Se Parha hai?

Table of "9"

An Amazing Fact

9x1=09, 0+9=9

9x2=18, 1+8=9

9x3=27, 2+7=9

9x4=36, 3+6=9

9x5=45, 4+5=9

9x6=54, 5+4=9

9x7=63, 6+3=9

9x8=72, 7+2=9

9x9=81, 8+1=9

9x10=90, 9+0=9

And

9x11=99,

9+9=18,=1+8=9

9x12=108,= 1+0+8=9

9x13=117,= 1+1+7=9

9x14=126,= 1+2+6=9

And so on

This is really a mystery.

There is some mystery in 99,

Think of 99 names of "MALIK-E- KAINAAT" and "RAHMAT-UL-LIL-ALAMIN (P.B.U.H)"

SUBHANALLAH





«12. . .45678. . .3233»