Kon kehta hai Hawa free ki hoti hai
Kabhi LAYS ka 10 rupay walachips khareed k
dekho , 7 rupay ki hawa aur 3 rupay k chips hote hai.:(
Mubarak ho sub ko wo wapis agyi
.
....
Ab kehti hai
Kis ne kaha tha pepsi 65 ki kr do:D
Garmi ziada hai panka thora taiz kardo...
Kis ne kaha tha k pepsi 65 ki kardo pD
GHUROOR KA SAR NEECHA
1 dafa ka zikar hai 1 bary zalim Bdshah ne elaan kraya k me dunya k sub raaz janta hun or sb se ziada aqalmand hun. Jo koi khud ko mjh se ziada zahin samajhta hai me uska sar qalam kradunga.
Ye takabur dekh kar wazir ki 10 sal ki beti ko buhat ghussa aya us ne kaha agar tm sb kuch jantay ho to zara ye btao. .
Kis ne kaha tha k PEPSI 65 ki kardo
An idea can change ur life
BUT
A girl can change ur idea.
So
Alwayz change ur girlfrnd to get new ideas.
Wah wah
What an idea Sir Jee:.
Munni
Sheela
Veena
Zubaida
Nawaz sharif
Zardari
Mujji babu
Faraz
Dew
Pepsi
Boycott
Lifebouy
Umer and dadi
Anda gotala(UBL)
In sab ko goli maro, aur ye btao:
Han to ye MONA kon thi?
Pathan kay mobile per raat 2 baje phone aya "aap so tau nahi rahay thay?"
Pathan gussay main bola: Khabees ka bacha, zaroori nahi kay har pathan chowkidaar ho...
Aik pathan station per larki ko dekh raha tha kay larki ne usay lanat ka ishara kya,
Pathan ne saath kharay dost ko kaha kay bechari goongi hai abhi tak woh ramzan wali baat pooch rahi hai kay.
Kis ne kaha tha Pepsi pe 5 rupay kum kardo...
Yeh msg itna forward karain kay meray betay tak pahaunch jaye....
Beta pepsi main jo 5 rupay bachay uski eik gold leaf aur eik chaliya lekar ana....