tamam tareefain Allah ke liye
Allah ke naam se jo bara meharban nehaayat reham wala hai
Tamam tareefain Allah ke liye hain jo tamam kaaynaat ka rab hai wo rehman or raheem hai
roze jaza ka malik hai ham tere hi eebadat karte hain or tujhi se madad mangte hain hamain
seedha raasta dekha un logon ka raasta jin per tu ne eenam farmaaya na ke un ka raasta jo
gumrah huee or un per tera ghazab hua