Allah har cheez per qudrat rakhta hai
Allah ke naam se jo bara meharban nehaayat reham wala hai
hum apni jis aayat ko mansookh kar dete hain ya bhula dete hain to hum is se behtar
ya wesi hi dosre aayat nazil kar dete hain kia tumhain maloom nahin ke Allah har cheez
per qudrat rakhta hai kia tum nahin jaante ho ke zamin or aasmanon ki saltanat Allah hi ke
liye hai or Allah ke siva koi tumhare khabar geri karne wala or madad karne wala bhi nahin hai