Munafkeen ki sarkashi
Allah ke naam se jo bara meharban nehaayat reham wala hai
jab ye (munafkeen) ehle eman se milte hain to kehte hain ke hum to eman le aaye or jab ye tanha apne
shetanon se milte hain to kehte hain ke asal main to hum tumhare sath hain or in logon se mehaz mazak
kar rahe hain. Allah in (munafkeen) se mazak kar raha hai or in ki rasi daraz kiye jaata hai or ye apni
sarkashi main andhon ki tarhaan bhatakte chale jaate hain