Jahanum
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai
(Aye eman walo) khob jaan lo ke jin logon ne kufar ka raviya ikhtiyaar kia hai, agar un ke paas sari zamin ki dolat ho or itni hi or is ke sath, or wo chahain ke use fidye main de kar wo qayamat ke din ke azab se bach jaain, to wo (dolat) un se hargiz kabool na ki jaae gi or unhain dardnaak saza mil kar rahe gi()