Seedhi rah
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai
Jo log hamare aayt ko jhutlaate hain (or jahalat ki tareekion main pare hue hain ) wo behre or goonge hain, (tarhan tarhan ke) andheron main pare hue hain. Allah jise chahta hai bhatka deta hai or jise chahta hai seedhi rah per laga deta hai()