Kamyab shakas
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai
Aakhir kar har jandar ko mot ka maza chakhna hai or tum sab ko tumhara poora badla to bas qayamat ke roz hi mile ga.
Kaamyab darasal wo hai jo wahan dozakh (ki aag) se bach jaae or janat main dakhil kar dia jaae. Rahi ye dunya ki zindagi
to ye kuch bhi nahin, sirf dhoke ka soda hai()