sifarish or fidya
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai
Aye bani israeel mera wo eenam yaad karo jo main ne tum per kia hai or is baat ko ke main ne tumhain dunya ki sare qomon
per fazeelat ata ki thi or daro us din se jis main koi shakas kisi ke kaam na aae ga or na koi sifarish us ki taraf se kabool hogi
or na kisi ko fidya le kar chora jaae ga or na mujrimon ko kahin se madad mil sake gi